Pyar Hota Ja Raha Hai Lyrics | FUSEMUSIC
20May,2019

Pyar Hota Ja Raha Hai Lyrics
                                   FUSE MUSIC

Song: Pyaar Hota Ja Raha Hain
Artist: V
ikas Grover, Prajakta Shinde
Singer: Altaaf Sayyed
Music: Altaaf Sayyed
Programming & Mixing: Bubbles music
Lyrics: Altaaf Sayyed

Video Director: Aslam Khan
Music Label: T-SERIES


Image result for pyar hota ja raha hai lyrics

Pyar Hota Ja Raha Hai Lyrics

Achanak dil ko kyun itna
Sukoon mil jata hai (x2)

Tera chehra jab ankhon ke
Saamne aata hai

Dil yeh tera hone ko
Tayiyaar hota ja raha hai
Thoda thoda roz tumse
Pyar hota ja raha hai

Ek do dafa nahi
Har baar hota ja raha hai
Thoda thoda roz tumse
Pyar hota ja raha hai

Sota nahi hoon main
Raaton ko theek se
Bin liye ijaazat tum jo
Khaabon mein aate ho

Dinbadin badal raha
Tum mein hoon main dhal raha
Haule haule tum jo mujhmein
Khud ko milate ho

Tumhe chhu ke har ik lamha
Sawar sa jata hai
Tumhare bin jeena ab toh
Mujhe na aata hai

Saare jazbaaton ka
Izhaar hota ja raha hai
Thoda thoda roz tumse
Pyar hota ja raha hai

Ek do dafa nahi
Har baar hota ja raha hai
Thoda thoda roz tumse
Pyar hota ja raha hai




Comments

Popular posts from this blog